For Wajahat Sir in 2008 (Urdu Poem)
Har ek Subha Khushboo se rubaroo
Har ek shaam phoolo se rang o boo
Har ek pal ko jeene ki aarzoo
Jo kisime hai to wo tujhme hai
Wo Shivam ke prashno ko boojhna
Wo Nasim ki aql se joojhna
wo sabhi se class me waqfiyat
Jo Kisi me hai to wo tujhme hai
Kahin Jo mile Kisi phool se
To Salam karke guzar gye
Is Ada pe fakhr ki shakhsiyat
Jo Kisi me hai to wo tujhme hai
Na hi ilm pe hai ghuroor bhi
Na kisiko Kam ya bada kahe
Hai ye khubiye Jo asataza
Jo kisi me hai to wo tujhme hai
Har ek shaam phoolo se rang o boo
Har ek pal ko jeene ki aarzoo
Jo kisime hai to wo tujhme hai
Wo Shivam ke prashno ko boojhna
Wo Nasim ki aql se joojhna
wo sabhi se class me waqfiyat
Jo Kisi me hai to wo tujhme hai
Kahin Jo mile Kisi phool se
To Salam karke guzar gye
Is Ada pe fakhr ki shakhsiyat
Jo Kisi me hai to wo tujhme hai
Na hi ilm pe hai ghuroor bhi
Na kisiko Kam ya bada kahe
Hai ye khubiye Jo asataza
Jo kisi me hai to wo tujhme hai
Comments
Post a Comment